Trying to Best Car Drive

Saturday, September 17, 2016

Play Store Apps ko Automatic Update hone se Kese Roke - Stop Automatic Update

Aaj mai aapko btaane ja raha hu apne playstore apps ko wi-fi ke through automatic update hone se kese roke. dosto aajkal har company chahti hai ki jo bi woh kuch apps mai change kare toh user usse use kar sake, mai manta hu ki har company user ko kuch naya dikhana chahti hai but kuch apps esi hoti hai jinki hme update ki jaroorat nahi hoti or sabse acchi baat jo mai aapko btaane ja raha hu ki aap isse apni phone ki memory/space ko full hone se rokne ki bhi yeh sabse acchi option hai.
chaliye dosto mai aapko btaata hu ki yeh aap kese kar sakte ho?

1. Iske liye sabse pehle apko phone ke PLAYSTORE par click karna hoga.


Note : Dosto yaha par mai aapko ek or baat btaana chahungaki yeh jaroori nahi ki aapke mobile mai net hai ya nhi app bina net ke bhi app playstore ki automatic update hone waali option ko change kar sakte hai

2. Uske bad apka playstore open ho jayega.


3. Playstore open hone ke baad, playstore ke left side top bne button par click kare

4. Click karne ke baad aapko kuch esi options dekengi, usme se aapko SETTTINGS par click karna hai



5. Settings par click karne ke baad aapko first option select karni hogi


6. Click on AUTO UPDATE APPS - usme se aapko do not auto update apps ki option select karni hai.

7. Ispe click karne ke baad aapki auto update apps stop ho jayegi. Or aap space or net usage ki tension ke bina Wi-Fi use kar sakenge.


Thank you dosto is post ko padne ke liye agar aapko meri yeh post acchi lagi toh aap ise share kar sakte hai



Monday, May 9, 2016

INTERNET SHARE KAISE KARE - FREE MAI INTERNET SHARE KARE

EK MOBILE SE DUSRE MOBILE MAI NET SHARE KARE

  1. Dosto aaj mai aapko btaauga agar aap apna internet kisi dusre mobile se share karna chahte hai toh kya kare. Dosto sabse pehle app mobile ki SETTINGS me jaye.


2.    Uske bad MORE par click kare



3.   More par click karne k bad TETHERING & PORTABLE HOTSPOT par click kare.




4.    Uspe click karne k bad WIFI HOTSPOT option ko ON kar de. Isse apki hot spot on ho          jayegi or aap apna net share karne k liye ready ho jaoge










5. Iske baad aapne apna net jis MOBILE saath share karna hai, us phone ka WI-FI on kare.

    WI-FI on karne ke baad jis mobile ki HOTSPOT on ki hai, us hotspot ka naam phone mai     show hoga,

    uske upar click kare or aapka WIFI connect ho jayega or aap dusre mobile mai net use         kar sakenge.



THANK YOU DOSTO AGAR AAPKO MERI POST ACHI LAGI TOH APP ISE LIKE OR SHARE KAR SAKTE HAI.